Agar aapse na milte meri jaan,
Toh shayad raaz hi reh jata, Ke mohabbat kaisi hoti hai.
Pyari Bhari Shayari In Hindi 2 Lines
अपनी तस्वीर को आँखों से लगता क्या है,
एक नज़र मेरी तरफ भी तेरा जाता क्या है,
तू मेरा कुछ नहीं लगता मगर इतना तो बता,
देख कर मुझको तेरे ज़ाहिन में आता क्या है।
Apni tasveer ko aankhon se lagata kya hai,
Ek nazar meri taraf bhi tera jata kya hai,
Tu mera kuch nahi lagta magar itna toh bata,
Dekh kar mujhko tere zahin mein aata kya hai.
Teri awaz zakham bharti hai,
Aye mere meherban bola kar,
Naam toh dosre bhi lete hain,
Tu meri jaan, Jaan bola kar.
सुनो! तुम्हें एक राज़ की बात बताओ,
जहां तुम नहीं होते वहां लम्हे उदास होते हैं।
Suno! Tumhein ek raaz ki baat bataon,
Jaha tum nahi hote waha lamhe udaas hote hain.
Apne Lover Ke Liye Shayari
एक फूल पेश करूंगी तुझको मुकुराते होवे,
अब की बार मिले तो कह दूंगा अच्छे लगते हो।
Ek phool peesh karongi tujhko mukurate howe,
Ab ki baar mile toh kehh donga ache lagte ho.
Hansne nahi deta kabhi rone nahi deta,
Yeh dil toh koi kaam bhi hone nahi deta,
Tum mang rahe ho mere dil se meri khawaish,
Bacha toh kabhi apne khilone nahi deta,
Woh kon hai ussey toh main waqif bhi nahi hoon,
Jo mujhko kisi aur ka hone nahi deta.
Har shaam tere naam likhte hain,
Har baigam tere naam likhte hain,
Woh qalam bhi tera dewana ho jata hai,
Jissay hum tera naam likhte hain.
Hindi Shayari Pyari Bhari Baatein
के तुझे रोज़ देखों करीब से, मेरे शौक़ भी हैं अजीब से,
मैने मांगा है बस तुझको जाना, अपने रब और हमारे हबीब से,
और मेरे सब दुखों की दवा हो तुम, मिले क्या सकों मुझे तबीब से।
Ke tujhe roz dekhon kareeb se, Mere shauq bhi hain ajeeb se,
Maine manga hai bas tujhi ko jana, Apne rab aur us ke habib se,
Aur mere sab dukhon ki dawa ho tum, Mile kya sakon mujhe tabib se.
कोई इतना प्यारा कैसा हो सकता है,
वो भी सारे का सारा कैसे हो सकता है,
तुझ से मिल कर भी अगर उदासी कम नहीं होती,
तेरे बिना गुजारा कैसे हो सकता है.
Koi itna pyara kaise ho sakta hai,
Woh bhi sare ka sara kaise ho sakta hai,
Tujh se mil kar bhi agar udasi kam nahi hoti,
Tere bager guzara kaise ho sakta hai.
तेरे नाम से मोहब्बत की है, तेरे एहसास से मोहब्बत की है,
तुम मेरे पास नहीं फिर भी, तेरी याद से मोहब्बत की है।
Tere naam se mohabbat ki hai, Tere ehsaas se mohabbat ki hai,
Tum mere pas nahi phir bhi, Teri yaad se mohabbat ki hai.
उसके चेहरे को तूने ठीक से देखा ही नहीं,
पांच झील क्या बराबर तो फकत आंखें हैं।
Uske chehre ko tune theek se dekha hi nahi,
Panch jheelu ky barabar toh faqat aankhein hain.