The Best Heart Touching Sad Shayari In English 2024

Sad Shayari in English hidden in the heart describes painful events that happened. Sad poetry is usually read and listened to for emotions and feelings. Such as disappointment, sadness, and loneliness. Sad Shayari is generally written with the help of poets and novels. So that the feelings hidden in the heart can expressed through them.

What Is Sad Shayari

Sad Shayari is a beautiful form of look in poetry where feelings run deep and touch the soul. It is an honest way to convey feelings of sadness longing and sadness through the art of words. In this romantic land, each poem is a page of deep emotions of the poet’s heart. His which we often struggle to put into words the burden of sadness and the beauty of emotion.

Sad Shayari in English talks to these people. Those who have experienced a heartbreaking loss or life-changing moment. That breaks our hearts. It is a heart-twisting word in the form of poetry. Which is repeating to us that even in the darkness there is beauty in the depths of our emotions.

Sad Shayari In English

Koi rasta nahi dua ke siva,

Koi sunta bhi nahi khuda ke siva,

Maine zindagi ko kareeb se dekha hai dost,

Mushkil mein koi sath nahi data aansu ke siva.

Tumse tumhare bad yahi waasta raha,

Bichade howun mein naam tera dhoondta raha,

Likh to diya ke aaj se tum mere nahi,

Lekin qasam se hath mera kampta raha.

Zindagi ki kahani aadhuri si hai,

Dil mein dard ki dastaan bhari si hai,

Gum ke saaye ne saath choda hai,

Dard ke saaye ne har pal moda hai.

Kis tarhan chod dun tumhein jaan,

Tum meri zindagi ki adat ho,

Daastan khatam hone wali hai,

Tum meri akhri mohabbat ho.

Mar chuka hai dil,

Magar zinda hoon mein,

Zeher jaisi kuch dawaein chahiye,

Pochte hain aap ache to hain,

G mein acha hoon duaein chahiye.

Hum jis ko bhi mile hain use arzi mile,

Lekin tujhe mile to tujhe waqi mile,

Duniya mein aur kuch mile ya nahi mile,

Man chaha shaks zindagi mein lazmi mile.

Udas Shayri

Tumse door jane ki himat nahi hai mujhe mein,

Aur tumhare pass rahon aisa naseeb nahi mera,

Kabhi sochta hoon kay mujhay sochti hogi wo,

Phir sochta hoon kay ye kiya sochta hoon main.

Bekar kar deta he mujhe har aik khaya tera,

Aur aik tu jisy kabhi nahi ata khayal mera.

sad shayari in english

So itna fakhar to ker sakte hain hum khud pe?

Humne jo bhi chaha use hasil kiya,

Yeh piyar mohabbat to kal ki baat hai,

Mein ne ak shaks ko pora pagal kiya hai.

Badal lete hain log baat Karne ka tarika galib,

Jab unko hamari zaroorat nahin hoti.

Dil mein ho tum dimag ho tum,

Baas ek kami hai ke mere paas nahi ho tum.

Jab milo kisi se toh zara door ki yaari rakhna,

Jaan lewa hote hain aksar seene se lagane wale.

Aadat insan ko barbad kar deti hai,

Phir chahe woh nashe ki ho kisi insan ki.

Khair aaj toh sab uski chamak maan chuke hain,

Woh tab bhi zamane se juda lagti thi humein.

Na kar apne nashe par itna garoor aye sharab,

Tujh se ziada nasha rakhti hai aankhein kisi ki.

Kuch toh majboori rahi hogi,

Yoon koi bewafa nahi hota.

Taqleef yeh nahi ke mohabbat ho gayi thi,

Dard yeh hai ke ab woh bhulaya nahi ja rha.

Sad Shayari In English Love

Waqt ke sath chalo gay samajh jao gay,

Humne piyar mein khoon ka ak ak qatra nichor dya.

Bus naseeb se haar gya mein,

Varna iske nae aashiq se haseen hoon main.

Wahim se bhi khatam ho jaate hain aksar rishte,

Qasoor har baar galtiyon ka nahi hota.

Lafzon mein bhi dimag jaisi salahiyat hoti hai,

Yeh andar se kha jata hain insanon ko.

Dil chodd kar kuch aur hi manga karo humse,

Hum tooti hoi chezo ka tohfa nahi dete.

Dil ki ummidon ka hosla to dekho,

Intezar uska hai jisko ehsaas tak nahi.

Raat ki tanhai mein apne man pasand insan ko,

Yaad karte howe dard ka koi muqabla nahi.

Hum rah dekhenge teri chahe zamana lag jaaye,

Ya to tu a jaaye ya to ham thikane lag jaaye.

Ek khuda hi hai jo sach mein maan jata hai,

Varna yeh insan to jaan lekar bhi razi nahin hota.

Main tumko apni misal deta hoon,

Ishq zinda bhi chod deta hai.

Koi jaanta hai Jinnah ko,

Mujhe ek shaks se azadi chahiye.

Ana parast mein jo kisi ko muyassar nahin,

Ek shaks ko khud se ziyada chahta hoon.

Kisi aur ka hath kaise thaam lu,

Woh akela mil gya toh kya javab donga.

Sad Shayari In English Hindi

Har dil ke muqadar mein mohabbat nahi hoti,

Har shaks se har shaks wafa nahi karta.

Jab insan ache logo se bhi darne lagay,

Toh samjh jana kisi ne etibar badde saleke se toda hai.

Main udasi mein ghira howa larka,

Kisi roz apne kamre se murda milon ga.

Agar dekh paate tum meri chahat ki intiha,

Toh hum tumse nahi, tum humse mohabbat karte.

Jis ko hum batate hain ke tum humare liye khaas ho,

Wahi shaks humein batata hai yahi toh tumhara wahim hai.

Jinki baatein sakoon deti hain,

Unki khamoshi maar deti hai.

Dil nahi manta warna mehsoos toh humein bhi ho gya tha ke,

Tumhare dil mein mere liye pehle jaisi jagha nahi rahi.

Dil dukhane ki baat karte ho,

Humne toh piyar karna chod diya.

Ak anjan mil gaya tha mujhe,

Jaan pechan kar ke chod gaya.

Dil bhot taqleef main hai or taqleef dene wala dil mein,

Jissey shikayat hai usi se muhabbat hai,

Mano jo dard hai wahi dawa hai.

For more details: Piyari Shayari

Related Stories

Discover

Reliable Tech Park Photos: Capturing the Future of Innovation...

In the digital era, tech parks have become the epicenters of innovation and futuristic...

How to Increase Breast Size Naturally: Your Comprehensive Guide

Many women desire a fuller bust for aesthetic or confidence-boosting reasons, and while surgery...

The Ultimate Guide to Nitro-Tech Whey Protein: Benefits, Ingredients...

In the world of fitness supplements, few products stand out quite like Nitro-Tech Whey...

How to Date Billy Walsh

Dating can be a thrilling experience, especially when the person of interest has an...

Amar Madhuban Tech Park: A Modern Hub for Innovation...

In today’s fast-evolving tech landscape, the environment where businesses operate plays a vital role...

World Health Day 2024: Embracing Health and Well-being for...

Every year on April 7, we celebrate World Health Day—a global awareness day aimed...

Popular Categories

Comments

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here