Best Feeling Alone Sad Shayari, Alone Sad Shayari In English

Alone Sad Shayari is a sort of English poetry. That capture the feelings of seclusion and alienation. We all experience this at some argument in our lives. It is a powerful look at the human condition, pain, heartache and unhappiness. And that can arise when detached from the world around us.

About Alone Sad Shayari

Alone sad poetry, or “Dard Bhari Shayari” is a variety of poetry. That expresses the thoughtful feelings of aloneness and sorrow. These sad gestures are beyond spiritual obstacles, speaking to the soul with the proposed imagery.

Alone Sad Shayri

alone sad shayari

Zindagi apni thi,

Barbad logon ne kar di.

alone sad shayari

Sab so gaye apna dard apnoo ko suna kar,

Koi hota mera toh mujhe bhi neend aa jati.

alone sad shayari

Nafrat nahi hai kisi se,

Bas ab koi acha nahi lagta.

Mujhe parwah nahi apne kal ki Mein apna har din akhri samajh ke jita hoon. min

Mujhe parwah nahi apne kal ki,

Mein apna har din akhri samajh ke jita hoon.

alone sad shayari

Main apni beqadri pe bhot roya,

Yaar mein itna sasta toh na tha.

Koi bhi mujh se khosh nahi Aur main khud se preshan hoon. min

Koi bhi mujh se khosh nahi,

Aur main khud se preshan hoon.

Alone Sad Shayari In English

Aur phir yun howa ke main ne khud ko Mukamal taur per dil se badqismat qabool kar liya. min

Aur phir yun howa ke main ne khud ko,

Mukamal taur per dil se badqismat qabool kar liya.

Aur maine azad kar diya Har wo shaks jo mujh se bezar tha. min

Aur maine azad kar diya,

Har wo shaks jo mujh se bezar tha.

alone sad shayari

Akele rehna sekh chuke hain,

Ab dil nahi lagta mehfiloon mein.

Agar mere bas mein hota Toh wapas wo lamha lata Na hum tumhein jane dete Aur na tum bhi mujhe chor kar jati. min

Agar mere bus mein hota,

Toh wapas wo lamha lata,

Na hum tumhein jane dete,

Aur na tum bhi mujhe chor kar jati.

Ab thoda ajnabi hi rehne do mujhe Kai baar khas se aam howa hoon mein. min

Ab thoda ajnabi hi rehne do mujhe,

Kai baar khas se aam howa hoon mein.

Feeling Alone Sad Shayari

Wo log dooriyun ke kabil hain Jinhun ne nazdeequn ki qadar nahi ki. min

Wo log dooriyun ke kabil hain,

Jinhun ne nazdeequn ki qadar nahi ki.

Kisi ak ke liye rehna aur reh jana Har kisi ke bas ki baat nahi. min

Kisi ak ke liye rehna aur reh jana,

Har kisi ke bas ki baat nahi.

Khuwaish toh na thi kisi se dil lagane ki per Qismat mein door likha tha mohabbat kaise na hoti. min

Khuwaish toh na thi kisi se dil lagane ki per,

Qismat mein door likha tha mohabbat kaise na hoti.

Jaane wale se yahi sekha hai Khud ko kisi ka aadi na banaya jaye. min

Jaane wale se yahi sekha hai,

Khud ko kisi ka aadi na banaya jaye.

Dil ki umeedon ka hoslah toh dekho Intizar us waqt ka hai jis ko ehsaas tak nahi. min

Dil ki umeedon ka hoslah toh dekho,

Intizar us waqt ka hai jis ko ehsaas tak nahi.

Sad Alone Shayari In English

Unkareeb manzar se hatne wala hoon mein Aur momkin hai Aap mujhe dhoonda krein gay. min

Unkareeb manzar se hatne wala hoon mein,

Aur momkin hai,

Aap mujhe dhoonda krein gay.

Tum kabhi bhi nahi jaan sakte Bhed mein tanha hona kaisa hota hai. min

Tum kabhi bhi nahi jaan sakte,

Bhed mein tanha hona kaisa hota hai.

Mera dil nahi lagta ab kahein bhi Aisa lagta hai jaise ab mout aane wali ho. min

Mera dil nahi lagta ab kahein bhi,

Aisa lagta hai jaise ab mout aane wali ho.

Koi mrta raha baat karne ko Kisi ko parwah tak na hoi. min

Koi mrta raha baat karne ko,

Kisi ko parwah tak na hoi.

Jis per guzri ho wahi janta hai Aur ye dil tasli se kahan manta hai. min

Jis per guzri ho wahi janta hai,

Aur yeh dil tasli se kahan manta hai.

Alone Boy Sad Shayari

Preshan hoon uski yaad mein kuch is tarah Din ko dil nahi lagta raat ko ankh nahi lagti. min

Preshan hoon uski yaad mein kuch is tarah,

Din ko dil nahi lagta raat ko ankh nahi lagti.

Kise bataon ke mujh sa udas koi nahi Mein khosh hoon aur mere aas pas koi nahi. min

Kise bataon ke mujh sa udas koi nahi,

Mein khosh hoon aur mere aas pas koi nahi.

Jab zindagi samajh aane lage toh Pehla haq khamoshi ka banta hai. min

Jab zindagi samajh aane lage toh,

Pehla haq khamoshi ka banta hai.

Hum tanhai mein baith ker rote hain Logon ne humein aksar hanste dekha hai. min 1

Hum tanhai mein baith ker rote hain,

Logon ne humein aksar hanste dekha hai.

Hazaron baatein dil mein chupa ker Ab khamosh rehna pasand hai mujhe. min 1

Hazaron baatein dil mein chupa ker,

Ab khamosh rehna pasand hai mujhe.

Related Stories

Discover

Reliable Tech Park Photos: Capturing the Future of Innovation...

In the digital era, tech parks have become the epicenters of innovation and futuristic...

How to Increase Breast Size Naturally: Your Comprehensive Guide

Many women desire a fuller bust for aesthetic or confidence-boosting reasons, and while surgery...

The Ultimate Guide to Nitro-Tech Whey Protein: Benefits, Ingredients...

In the world of fitness supplements, few products stand out quite like Nitro-Tech Whey...

How to Date Billy Walsh

Dating can be a thrilling experience, especially when the person of interest has an...

Amar Madhuban Tech Park: A Modern Hub for Innovation...

In today’s fast-evolving tech landscape, the environment where businesses operate plays a vital role...

World Health Day 2024: Embracing Health and Well-being for...

Every year on April 7, we celebrate World Health Day—a global awareness day aimed...

Popular Categories

Comments

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here