Top Best Attitude Badmashi Shayari And Quotes In English

Tumhare jaise hazaru aaye hazaru gaye,

Waise tumne apna naam kya bataya tha.

Badmashi Shayari

Badmashi-Shayari
Badmashi Shayari

Jalne wale jalte rahein gay,

Yunhi tukddu par palte rahein gay,

Tum toh chodo tumhare baap se nahi rukhne wale,

Hum dariya hain yunhi rasta bana kar nikalte rahein gay.

Attitude Shayari

Jhoot bhi emandar hai humara Haqeeqat mein bhi sachi baat nahi hai tumhari Aur paisa chahe jitna marzi kama liya ho Humein tu chodo humara jota Khareedne ki aukat nahi hai tumhari. min

Jhoot bhi emandar hai humara,

Haqeeqat mein bhi sachi baat nahi hai tumhari,

Aur paisa chahe jitna marzi kama liya ho,

Humein tu chodo humara jota,

Khareedne ki aukat nahi hai tumhari.

Kisi ke peche peche nahi phira jaye ga Chahe apne mukam ko kitna hi let karna padde Jo bhi hasil karein gay apne dam par Aur kisi ko itna faltu nahi samjho dost Ke usi faltu list main aane ke min

Kisi ke peche peche nahi phira jaye ga,

Chahe apne mukam ko kitna hi let karna padde,

Jo bhi hasil karein gay apne dam par,

Aur kisi ko itna faltu nahi samjho dost,

Ke usi faltu list main aane ke liye bhi tumhein wait karna padde.

Badmashi-Shayari
Badmashi Shayari

Sirf qisay hi toh sune hain tum ne humare,

Tum ne humara asli chehra nahi dekha,

Aur abhi se khel chodd kar chal diye janab,

Abhi toh humne pehla pata bhi nahi pehnka.

Badmashi Sher Shayari

Badmashi-Shayari
Badmashi Shayari

Ak ak aanso ka badla luga,

Tere naqab ne mujhe bhot rulaya hai,

Aur ja ke tiyari kar mere suwagat ki,

Tere shahir se mera bulawa aya hai.

Badmashi-Shayari

Ak ghareeb se uska haal poch kar ap bhi kamal karte hain,

Hum to paani jaise hain sahib, Log zaroorat se ziyada istimal karte hain.

Hum jante hain jo haqeeqat hai logo ki Kharab zamana nahi Kharab niyat hai logo ki. min

Hum jante hain jo haqeeqat hai logo ki,

Kharab zamana nahi, Kharab niyat hai logo ki.

Main free main bhi na suno kuch logo ke vichar itne saaste hain Vo jo log kal mujh par hanste thay saale aaj khud par hanste hain. min

Main free main bhi na suno kuch logo ke vichar itne saaste hain,

Vo jo log kal mujh par hanste thay saale aaj khud par hanste hain.

Mujhe khud se jeetna hai Issi liye main logo se nahi ladta Mera attitude mera confidence hai Duniya kya sochti hai mujhe koi farq nahi padta. min

Mujhe khud se jeetna hai, Issi liye main logo se nahi ladta,

Mera attitude mera confidence hai,

Duniya kya sochti hai mujhe koi farq nahi padta.

Umar bhale hi choti ho humare karnamay badde hain Humse gardari karne wale humare gudam mein padde hain. min

Umar bhale hi choti ho humare karnamay badde hain,

Humse gardari karne wale humare gudam mein padde hain.

Badmashi Shayari Download

Badmashi-Shayari

Dhashat ankhon mein honi chahiye,

Hathiyar toh chukidar ke pas bhi hota hai.

In buzdilo ki baatu mein mat aao Maine kamiyabi ko paasene ke sang dekha hai Yeh in negative logo se door raho Maine kamiyabi ko paasene ke sang dekha hai Aur jo mila hai us mein khosh reh dos min

In buzdilo ki baatu mein mat aao,

Maine kamiyabi ko paasene ke sang dekha hai,        

Yeh in negative logo se door raho,

Maine kamiyabi ko paasene ke sang dekha hai,

Aur jo mila hai us mein khosh reh dost,

Maine mahelu mein logo ko tang dekha hai.

Kabhi akele main mil kar jhanjor dunga ussay Jahan jahan se vo toota hai jod dunga ussay Aur mujhe chodd vo gaya ye kamal hai uska Irada maine kiya tha ke chodd dunga ussay Paseene bantta phir min

Kabhi akele main mil kar jhanjor dunga ussay,

Jahan jahan se vo toota hai jod dunga ussay,

Aur mujhe chodd vo gaya ye kamal hai uska,

Irada maine kiya tha ke chodd dunga ussay,

Paseene bantta phirta hai har taraf,

Suraj kabhi jo hath laga toh nichod dunga ussay.

Mere karnamay tumhein batein gay ke main kis kisam ka hoon Main paisa nahi paseena bha kar chamka hoon. min

Mere karnamay tumhein batein gay ke main kis kisam ka hoon,

Main paisa nahi paseena bha kar chamka hoon.

Badmashi Shayari Dosti

Ak dost hai mera jo mere har dukh ko apne gale se laga leta hai Main aaina dekh kar muskura leta hoon Aur aaina mujhe dekh kar muskura leta hai. min

Ak dost hai mera jo mere har dukh ko apne gale se laga leta hai,

Main aaina dekh kar muskura leta hoon,

Aur aaina mujhe dekh kar muskura leta hai.

Bazurgu se chale aa rhe hain Chand asool humare Hum badnasle ko dost Aur kamzoor ko dushman nahi rakhte. min

Bazurgu se chale aa rhe hain Chand asool humare,

Hum badnasle ko dost,

Aur kamzoor ko dushman nahi rakhte.

Badmashi-Shayari
Badmashi Shayari

Humari chugli karne wale khud hi chup ho jaate hain,

Ab humein zaroorat nahi padti inko kehne ki,

Humse jalne walo ab toh adat daal lo,

Kiyun ke humein adat ho gayi hai trending mein rehne ki.

Badmashi-Shayari

In hontho se kuch kaam lijiye,

In se humara naam lijiye,

Bus in par zikar hona chahiye humara,

Chahe tareef kijiye, Chahe badnaam kijiye.

Badmashi-Shayari

Shareef hain shrafat se hain varna badmashi mein hum bhi kam nahi,

Aur tu hum yaaru ki yaari tod de beta itna toh tere baap mein bhi dam nahi hai.

Badmashi-Shayari
Badmashi Shayari

Tum sikhao apne yaaru ko hathiyar chalana,

Humare yaar toh pehle se barud hain,

Aur haan mere bhai matter kaisa bhi ho,

Asani se sambhal lete hain,

Yaar mere na jigre wale hain.

Badmashi Shayari English

Badmashi-Shayari
Badmashi Shayari

Beta wo jigar jigar hi nahi jis mein dam nahi,

Badmash tum ho toh shareef hum hai nahi,

Aur muqabla humara o beta yeh wahim hai tumhara.

Logo ko toh baat banane ka bhana chahiye janab Jo inke isharu par na nache Usko bigda howa naam de rakha hain Main apne Ma Baap ki nazru mein Thek hoon duniya bhaad mein jae. min

Logo ko toh baat banane ka bhana chahiye janab,

Jo inke isharu par na nache,

Usko bigda howa naam de rakha hain,

Main apne Ma Baap ki nazru mein,

Thek hoon duniya bhaad mein jae.

Shakal se sedha sadha lagta hoon Isse ye mat sochna ke meri koi aukat nahi Ye jo takrane ki baat kar rahe ho na Beta jis din samna pad gaya tumse humara Tu usi din tumhari hasti mita dunga. min

Shakal se sedha sadha lagta hoon,

Isse ye mat sochna ke meri koi aukat nahi,

Ye jo takrane ki baat kar rahe ho na,

Beta jis din samna pad gaya tumse humara,

Tu usi din tumhari hasti mita dunga.

Attitude Badmashi Shayari

Badmashi-Shayari

Bure hain hum khud kehte hain,

Aap to ache hain phir kyu dukhi rehte hain.

Badmashi-Shayari

Kisi se milta julta nahi hai aaj kal,

Vo khud ko ache se jan raha hai,

Vo tayari kar raha hai baddi udhan ki,

Log soch rahein hain parenda haar man raha hai.

Badmashi-Shayari
Badmashi Shayari

Shareef zaroor hain par darte kisi ke baap se nahi hain,

Marne se pehle soch lena mere yaar sochte nahi hain.


Usne pocha apki tareef,

Maine kaha aap se na ho paye gi.

___

Jab dil kare mil lena,

Hum tere shahir mein sar e aam ghumte hain.


Hum jaisa nahi mile ga jahanu mein,

Aap jaise toh pade rah mein mil jaate hain.

___

Hum kharabu mein ak khubi hai,

Hum museebat mein kaam aate hain.


Har khoon mein wafa nahi hoti,

Nasal dekh kar dost banaya karo.

___

Ye khamosh chehra kabhi khamosh lagay,

To azma ke dekh lena.


Humne sekhi nahi munafqat,

Jo zuban par wahi dil mein.

___

Logo ko dimag mein rakha karo,

Dil mein rehne ki ab unki aukat nahi rahi.


Bandooq to sirf shauq ke liye rakhta hoon,

Darane ke liye naam hi kafi hai.

___

Ab hum bataye gay rutba kya hota hai jawani ka.

Related Stories

Discover

Pink DIamond: The Ultimate Luxury

Introduction The interest in pink diamonds has been at the hearts of jewelry enthusiasts for...

Reliable Tech Park Photos: Capturing the Future of Innovation...

In the digital era, tech parks have become the epicenters of innovation and futuristic...

How to Increase Breast Size Naturally: Your Comprehensive Guide

Many women desire a fuller bust for aesthetic or confidence-boosting reasons, and while surgery...

The Ultimate Guide to Nitro-Tech Whey Protein: Benefits, Ingredients...

In the world of fitness supplements, few products stand out quite like Nitro-Tech Whey...

How to Date Billy Walsh

Dating can be a thrilling experience, especially when the person of interest has an...

Amar Madhuban Tech Park: A Modern Hub for Innovation...

In today’s fast-evolving tech landscape, the environment where businesses operate plays a vital role...

Popular Categories

Comments

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here