Express your feelings of love through the beautiful 2 line love Shayari in English, which lets your emotions take over. You express your inner feelings in a simple and easy to understand manner. Share your love Shayari in English with your lover to make them feel special and beloved. Let your words resonate with the strength of love and make a lifelong effect on those who convey the most to you. Let love shayari be the language of your heart and soul. Which connects you with others in a feeling and honest way.
2 Line Love Shayari
Express your love with 2 line English shayari. Nice words to convey feelings explore sweetheart deep in just two lines beautifully crafted for your beloved.
Kuch soch ker hi rab ne milwaya hoga humein,
Warna meri jaan itfaq itne khubsorat nahi hote.
Tum chaho to ly lo meri roh ki talashi yaqeen mano,
Kuch bhi nahi bacha tumse mohabbat ke siva.
Dekh pagli har chez ak had tak achi lagti hai,
Bas ak to hai jo had se ziada achi lagti hai.
Hath se aise hath milao ke lakerein ak ho jaein,
Kabhi to itne pass ao ke sansein ak ho jaein.
Tum chaho to ly lo meri roh ki talashi yaqeen mano,
Kuch bhi nahi bacha tumse mohabbat ke siva.
Aam hai saara jahan,
Mere liye bas khas ho tum.
Heart Touching 2 Line Love Shayari In English
Nahi Karte shareek tere khiyal mein bhi kisi ko,
Hum to tere khiyal ka bhi khiyal rakhte hain.
Sakon qalb tum se hai sakon e jaan bhi tum ho,
Tajub hai ke cene mein jahan dil tha wahan tum ho.
Poore din mein sab se ziada khushi mujhe,
Tab hoti hai jab meri apse baat hoti hai.
Wo naaz kiyun na kre apni khosh naseebi per,
Us ne mujh jaise masoom ko apna bana rakha hai.
Chand sitare, Phool Parende, Sham o sawer ak tarf,
Tera hansna, Teri baatein, Tera chehra aur tum ak tarf.
Jis tarhan hum apke hain na,
Ba khuda koi koi hota hai kisi ka.
Ishq Mohabbat sab kuch ho gaya hai tum se,
Khud se ziada, Had se ziada, Sab se ziada.
Aye to bohat se is dil mein magar,
Ak to hi hai dil jis pe pehli bar aya hai.
Kiya pech karo tumko kiya chez humari hai,
Yeh dil bhi tumhara hai yeh jaan bhi tumhari hai.
For more details: Piyari Shayari