Top 34 Famous English Broken Heart Shayari – Sad Shayri

0
22758
broken-heart-shayari

Welcome to the world of Broken Heart Shayari. Where emotions run deep and words become the pitcher for our pain wishes and healing. In this article we will discover the deep effect of emotionally broken heart shayari and broken heart poetry. Through expressive art we connect with the depths of human experience. Join us on this expedition. We analyze the complex tapestry of feelings threaded through Tote Dil Ki Shayari. That requests you to feel and connect.

broken heart shayari

Tumhein Pane Ki Katir,

Hum Ne Sab Ko Chod Diya,

Aur Akhir Mein Tumhari Khoshi Ki Katir,

Jao Tumhein Bhi Chod Diya.

broken heart shayari

Kya Khub Kaha Hai Kisi Ne,

Jise Paa Nahi Sakte,

Usay Dekh Kar Khosh Hona,

Yeh Bhi Mohabbat Hai.

broken heart shayari

Khuda Ki Qasam Jis Mohabbat Ke Liye Duniya Tarasti Hai,

Woh Mohabbat Ki Thi Maine Tumse.

broken heart shayari

Humein Laga Tum Samjho Gay Humein,

Tum Ne Bhi Humein Galat Samjha.

broken heart shayari

Alvida Kehna Hi Tha Toh Zindagi Mein Aaye Kiyun,

Juda Hona Hi That toh Humse Dil Lagaya Kiyun.

Delving into Emotional Broken Heart Shayari

In the realm of emotionally broken heart shayari words go beyond mere verbal pretty conduits for raw emotion. Each poem is an emotional review of the human experience. In which pain depression and craving are suppressed. That goes with heartbreak. Through this poem poets go to the depths of their souls and exhibit their faults. And comforts those who echo with their words. The themes of harm and unrequited love are prevalent in these verses. This makes a cleansing experience for both the poet and the compilation. Embark on a journey through the intricate emotions of a broken heart shayari.

broken heart shayari

Waise Toh Saare Hi Wafa Daar Thay Meri Zindagi Mein,

Baat Aayi Jab Nibhane Ki Toh Saare Hi Majboor Nikle.

broken heart shayari

Tu Ne Goor Hi Nahi Kiya,

Meri Chahat Ke Takaze Par,

Main Tere Pas Aya Tha,

Khuda Ke Hote Howe.

Mujh Ko Ab Nahi Rahi Koi Khuwaish Teri Qasam Tu Ne Mujhe Har Shaks Se Bezar Kar Diya. min

Mujh Ko Ab Nahi Rahi Koi Khuwaish Teri Qasam,

Tu Ne Mujhe Har Shaks Se Bezar Kar Diya.

broken heart shayari

Kis Kis Ko Bataengay Judai Ka Sabab Hum,

Tu Mujhse Khafa Hai Toh Zamane Ke Liye Aa.

broken heart shayari

Pasandeda Shaks Ki La Parwahi,

Insan Ko Zehni Mareez Bna Deti Hai.

Exploring the Essence of Broken Heart Poetry

Every verse carries the heaviness of a crushed soul in broken heart poetry. These poignant expressions of pain and want to serve as an extreme release for the hurt heart. Through the artful planning of words poets texture a tapestry of emotions taking the raw essence of heartbreak. Each line resonates with the reader deep in the general experience of loss and despair. Themes of love, lost loyalty and angry desires influence the verses. This indicates a deep sense of empathy and sense. As we immerse ourselves in the world of broken heart poetry we find solace in the shared language of heartache and healing.

broken heart shayari

Nahi Hai Shikwa Mujhe Kisi Ki Be Rukhi Par,

Shayad Hum Hi Na Thay Diloon Main Basne Ke Qabil.

broken heart shayari

Mrne Ke Bad Soo Log Pochein Gay Kaise Intiqal Howa,

Dooran-E-Zindagi Koi Nahi Pochta Kaise Jee Rhay Ho.

Mat Karo Kisi Se Umeed Har Kisi Ki Apni Duniya Hai Koi Kitna Hi Acha Kiyun Na Ho Pehle Apna Hi Sochta Hai. min

Mat Karo Kisi Se Umeed Har Kisi Ki Apni Duniya Hai,

Koi Kitna Hi Acha Kiyun Na Ho Pehle Apna Hi Sochta Hai.

broken heart shayari

Main Bhi Bhot Ajeeb Hoon,

Itna Ajeeb Hoon Keh Bas,

Khud Ko Tabah Kar Liya,

Aur Malal Bhi Nahi.

Aur Phir Bebasi Ki Had Toh Yeh Thi Main Usay Bta Na Ska Mujhe Behtar Ki Nahi Tumhari Zaroorat Hai. min

Aur Phir Bebasi Ki Had Toh Yeh Thi,

Main Usay Bta Na Ska Mujhe Behtar Ki Nahi,

Tumhari Zaroorat Hai.

The Language of Pain Broken Heart Shayari in English

In The Broken Heart Shayari in English becomes a source of the vulnerability of pain and lost love. Each line of poetry is a poignant simile of human ability. This catches heartbreak in its most physical setup. Through the language of pain, readers find quality in the universal themes of loss longing and emotional chaos. Whether limited by famous poets or in English. A common man’s broken heart has been expressed in the heartfelt words of Shayari. These someones transcend the limits of proposing nicety and heart. This has given rise to the pain of a broken heart.

Bechain Is Qadar Tha Ki Soya Nahi Raat Bhar Palkon Se Likh Raha Tha Tera Naam Chand Par min

Bechain Is Qadar Tha Ki Soya Nahi Raat Bhar,

Palkon Se Likh Raha Tha Tera Naam Chand Par.

Humein Wo Yaqeen Zaleel Karwata Hai Jo Hum Har Kisi Par Moo Utha Ke Kar Lete Hain. min

Humein Wo Yaqeen Zaleel Karwata Hai,

Jo Hum Har Kisi Par Moo Utha Ke Kar Lete Hain.

Haseen Yaadoon Ke Chand Ko Alvida Keh Kar Main Apne Ghar Ke Andar Kamre Mein Laot Aya. min

Haseen Yaadoon Ke Chand Ko Alvida Keh Kar,

Main Apne Ghar Ke Andar Kamre Mein Laot Aya.

Duniya Ka Har Shaks Dard Rakhta Hai Mgar Phir Bhi Insan Dosre Ka Dard Nahi Samjhta. min

Duniya Ka Har Shaks Dard Rakhta Hai,

Mgar Phir Bhi Insan Dosre Ka Dard Nahi Samjhta.

Bhot Takleef Hoti Hai Uss Waqt Jab Apko Samjhne Wala Hi Apko Galat Samjhne Lage. min

Bhot Takleef Hoti Hai Uss Waqt Jab Apko,

Samjhne Wala Hi Apko Galat Samjhne Lage.

Hurt Broken Shayri

Aye Mera Janaza Uthane Walo Dekhna Koi Be Wafa Pas Na Ho Agr Ho Toh Ussay Kehna Aaj Khoshi Ka Din Hai Udas Na Ho. min

Aye Mera Janaza Uthane Walo,

Dekhna Koi Be Wafa Pas Na Ho,

Agr Ho Toh Ussay Kehna Aaj Khoshi,

Ka Din Hai Udas Na Ho.

Ansoo Jab Chehre Par Beh Jaye Toh Samjh Lena Dil Ka Zakham Gehra Hai. min

Ansoo Jab Chehre Par Beh Jaye,

Toh Samjh Lena Dil Ka Zakham Gehra Hai.

Tera Ilawa Kahein Aur Bhi Mulavis Hoon Teri Wafa Se Meri Be Wafai Jari Hai. min

Tere Ilawa Kahein Aur Bhi Mulavis Hoon,

Teri Wafa Se Meri Be-Wafai Jari Hai.

Sirf Itna Kehna Tha Yoon Maan Nahi Toda Karte. min

Sirf Itna Kehna Tha Yoon,

Maan Nahi Toda Karte.

Koi khamosh ho jaye toh hum tadap jaate hain Hum khamosh howe toh kisi ne haal tak na pocha min

Koi khamosh ho jaye toh hum tadap jaate hain,

Hum khamosh howe toh kisi ne haal tak na pocha.

Dil Tuta Hua Shayari

Toota Nahi Hai Dil Se Teri Mohabbat Ka Rishta Goftgu Ho Ya Na Ho Teri Yaad Zaroor Aati Hai. min

Toota Nahi Hai Dil Se Teri Mohabbat Ka Rishta,

Goftgu Ho Ya Na Ho Teri Yaad Zaroor Aati Hai.

Suna Hai Ke Wo Bhot Khosh Hai Wo Mujhe Chod Kar Afsoos Ke Maine Ussi Ki Khoshi Chein Rakhi Thi. min

Suna Hai Ke Wo Bhot Khosh Hai Wo Mujhe Chod Kar,

Afsoos Ke Maine Ussi Ki Khoshi Chein Rakhi Thi.

Kuch Takleef Aisi Hoti Hai Jis Mein Aankh Nahi Dil Ro Padta Hai. min

Kuch Takleef Aisi Hoti Hai,

Jis Mein Aankh Nahi Dil Ro Padta Hai.

Kon Kehta Hai Main Akela Hoon Un Rahoon Per Hamesha Main Jis Ke Sath Chalta Tha Aaj Un Rahoon Per Apni Tanhai Ke Sath Chalta Hoon. min

Kon Kehta Hai Main Akela Hoon,

Un Rahoon Per Hamesha Main Jis Ke Sath Chalta Tha,

Aaj Un Rahoon Per Apni Tanhai Ke Sath Chalta Hoon.

Kabhi Raaste Badal Gaye Kabhi Irade Badal Gaye Hum Na Badle Mgar Tere Wade Badal Gaye Mohabbat Ke Andhere Mein Pathar Pighal Gaye Gairoon Se Kya Gilah Jab Apne Badal Gaye. min

Kabhi Raaste Badal Gaye Kabhi Irade Badal Gaye,

Hum Na Badle Mgar Tere Wade Badal Gaye,

Mohabbat Ke Andhere Mein Pathar Pighal Gaye,

Gairoon Se Kya Gilah Jab Apne Badal Gaye.

Sad Shayari Dil Tuta Hua

Umar Bhar Bharte Raho Yeh Zakham Bharta Nahi Admi Chahe Jitni Marzi Mohabbatein Kar Lay Pehli Mohabbat Se Nikalta Nahi Hai. min

Umar Bhar Bharte Raho Yeh Zakham Bharta Nahi,

Admi Chahe Jitni Marzi Mohabbatein Kar Lay,

Pehli Mohabbat Se Nikalta Nahi Hai.

Maine Kaha Tha Mein Tab Tumhara Nahi Rahon Ga Jana Jab Tum Har Kisi Ke Hone Lag Jao Gay. min

Maine Kaha Tha Mein Tab Tumhara Nahi Rahon Ga,

Jana Jab Tum Har Kisi Ke Hone Lag Jao Gay.

Main Kisi Ko Pane Ki Khatir Itna Roya Hoon Ab Main Kisi Ko Khone Se Nahi Darta. min

Main Kisi Ko Pane Ki Khatir Itna Roya Hoon,

Ab Main Kisi Ko Khone Se Nahi Darta.

Jitna Khauf Logon Mein Roza Toorne Ka Hai Kaash Itna Khauf Dil Toorne Ka Bhi Hota. min

Jitna Khauf Logon Mein Roza Toorne Ka Hai,

Kaash Itna Khauf Dil Toorne Ka Bhi Hota.

Click & Read: Moving On A Collection Of Emotional Breakup Shayari English

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here