Top Motivational Shayari and Inspirational Shayari with Images

Motivational Shayari is a powerful way to express emotions and empower or inspire others. Whether you prefer motivational shayari in hindi, motivational shayari in English, or motivational quotes in Urdu, this collection has something for everyone. These shayari are really really awesome for sharing with friends and close companions. They will lift their attitude and advise them to achieve their goals. With famous quotes and original poetry, you’ll find motivation. It will very help you navigate through problems and win success.

2 Line Shayari Motivational

motivational-shayari

Mita De Apne Hasti Ko Agar Kuch Martaba Chahiye,
Keh Dana Khaak Mein Mil Ker Gul-E-Gulzar Banta Hai.

motivational-shayari


Parwane Ki Manzil Se Bhot Door Hai Jugnu,
Kiyun Aahish Be Sooz Peh Mazoor Hai Jugnu.

motivational-shayari


Dil Murda Dil Nahi Hai, Isy Zinda Ker Doubara,
Keh Yahi Hai Umatun Ke Maraz Kehn Ka Chara.

motivational-shayari


Marne Wale Marte Hain Laiken Fana Hote Nahi,
Yeh Haqeeqat Mein Kabhi Hum Se Juda Hote Nahi.

motivational-shayari


Hum Ko Mita Sake Yeh Zamana Mein Dum Nahi,
Hum Se Zamana Khud Hai Zamane Se Hum Nahi.

motivational-shayari


Tumhari Asal Hasti Tumhari Soch Hai,
Baqi Toh Sirf Hadiyan Aur Khali Ghost Hai.

motivational-shayari


Tujhe Teri Auqat Ka Us Din Pata Chale Ga Aye Insan,
Jab Log Tujh Peh Mati Daal Ker Hath Bhi Tujh Peh Jhadein Gay.

motivational-shayari


Muqadar Jin Ke Onche Aur Aala Bakht Hote Hain,
Zindagi Mein Unhi Ke Imtihan Bhi Sakht Hote Hain.

Motivational Shayari For Broken Heart

motivational-shayari

Shakhon Se Toot Jayein Wo Patey Nahi Hain Hum,
Aandhi Se Koi Keh De Keh Auqat Mein Rahe.

motivational-shayari


Zindagi Mein Kabhi Kabhi Koi Mil Jata Hai,
to Maloom Padta Hai Ke Kiya Paya,
Laiken Jab Woh Chala Jata Hai,
to Maloom Padta Hai Ke Kiya Khoya.

motivational-shayari
Motivational Shayari


Waqat Ki Shakh Ko Tod Ker Lane Ka Honar Rakhte Hain,
Aye Zindagi Hum to Ghum Mein Bhi Muskurane Ka Honar Rakhe Hain,
Itni Asani Se Nahi Tod Paye Ga Waqat Humein,
Hum to Bikhar Ker Sunwar Jane Ka Honar Rakhte Hain.

motivational-shayari


Zindagi Mein Kuch Hadse Aise Hote Hain Ke,
Insan Bach to Jata Hai Magar Zinda Nahi Rehta.

motivational-shayari


Jab Aankhon Mein Armaan Liya Manzil Ko Apna Maan Liya,
Phir Mushkil Kya Aur Asan Kya Bas Thaan Liya Toh Than Liya.

motivational-shayari
Motivational Shayari


Rah Sanghrash Ki Jo Chalta Hai Wahi Ek Din Duniya Badalta Hai,
Jis Ne Raaton Se Hai Jang Jeeti Suraj Ban Ker Wahi Nikalta Hai.

Motivational Shayari Success In Hindi

motivational-shayari

Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain,
Abhi Ishq Ke Imtihan Aur Bhi Hain
Agar Kho Gaya Ek Nasheman Toh Kya Ghum,
Maqamat-E-Aah O Fagaan Aur Bhi Hain,
Issi Roz-O-Shubb Mein Ulajh Ker Na Reh Ja,
Keh Tere Zaman-O-Maqan Aur Bhi Hain,
Tehi Zindagi Se Nahi Yeh Fizzaein,
Yahan Lakhon Karwaa Aur Bhi Hain.

motivational-shayari


Ja Dekha Duniya Ko Mujh Ko Kya Dekhata Hai Garoor,
Tu Samandar Hai Toh Ho Main Toh Magar Piyasa Nahi.

motivational-shayari


Zindagi Ne Do Baatein Zaroor Sikha Di Hain,
Ak Apne Aap Mein Khush Rehna Aur Dosra,
Apne Rab Ke Siwa Kisi Se Koi Umeed Na Rakhna.

motivational-shayari


Ladkon Ko Sab Se Ziyada Bura Tab Lagta Hai,
Jab Ladkon Ko Pata Chalta Hai Keh Bina Paison Ke,
Humein Na Izzat Mile Gi Samaj Mein,
Aur Na Hi Piyar Mile Ga.

motivational-shayari


Khud Ki Qabiliyat Per Bharosa Ker,
Jo Ghalti Aaj Ki Hai Uss Se Sekh Aur Aagay Badh,
Khud Ko Samajha Aur Apne Maqsad Per Dhiyan De,
Yunhi Beith Ker Khud Ko Na Kosah Ker.

motivational-shayari


Mehnat Aisi Ker Keh Kisi Ne Aaj Tak Ki Na Ho,
Phir Dekhna Tujhe Mile Ga Woh Sab Jo Aaj Tak Kisi Ko Na Mila Ho.

motivational-shayari


Yeh Dukh Yeh Dard Yeh Sab Tere Andar Hain,
Tu Apne Banaye Howe Pinjare Se to Nikal,
Tu Bhi Aik Sikandar Hai.

Motivational Shayari Hindi English

motivational-shayari


Safar Mein Dhoop Toh Hogi, Jo Chal Sako Toh Chalo,
Sabhi Hain Bheed Mein, Tum Bhi Nikal Sako Toh Chalo,
Kisi Ke Waste Raahein Kahan Badalti Hain,
Tum Apne Aap Ko Khud Hi Badal Sako Toh Chalo,
Yahan Kisi Ko Koi Raasta Nahi Deta,
Mujhe Gira Ke Agar Tum Sambhal Sako Toh Chalo,
Kahein Nahi Koi Suraj Dhowan Dhowan Hai Fizza,
Khud Apne Aap Se Bahir Nikal Sako Toh Chalo.

motivational-shayari


Manzil Se Agay Badh Ker Manzil Talash Ker,
Mil Jaye Tujh Ko Darya Toh Samandar Talash Ker,
Her Shaks Jal Raha Hai Adawat Ki Aag Mein,
Iss Aag Ko Bujha De Woh Paani Talash Ker,
Sajdoon Se Tere Kya Howa Saadiyan Guzar Gayein,
Duniya Teri Badal De Wo Sajda Talash Ker,
Her Shishah Toot Jata Hai Pathar Ki Chout Se,
Pathar Bhi Toot Jaye Woh Shishah Talash Ker.

motivational-shayari


Umar Ka Badhna to Dastoor Jahan Hai,
Mehsoos Na Karein to Badhti Kahan Hai,
Umar Ko Agar Harana Hai to Shauq Zinda Rakhiye,
Ghutne Chalein Ya Na Chalein Man Udta Parenda Rakhiye,
Muskhilon Ka Aana to Part of Life Hai,
Aur Uss Mein Se Hans Ker Bahir Aana Yahi Art of Life Hai.

motivational-shayari


Uljhanein Badhti Gayi Main Jhelta Raha,
Waqt Ne Maidan Mein Utara Main Khelta Raha,
Log Kehte Rahe to Pagal Ho Jayega Aur Mein Sunta Raha,
Logon Ki Baaton Ko Man Mein Dabaye Main Apne Sapne Bonta Raha,
Main Kaise Baataon Logon Ko Keh Mera Waqt Nahi Mera Yaqeen Badle Ga,
Phir Yeh Pagal Logon Ko Nahi Pura Itihaas Badle Ga.

Conclusion

In tough times motivational shayari can be a beacon of hope. It inspires one to fulfill one’s dreams and achieve one’s desires. It supports our good friends and loved ones with encouragement. This collection of success motivational shayari and motivational shayari 2 lines can bring comfort and positivity into your life. Share these powerful shayari words forward to spread inspiration and courage. A few lines of shayari can help shine someone’s day. Keep going with your trust and strength.

Also Read: Heart Touching Love Shayari In English 2024 | Piyari Shayari

Related Stories

Discover

World Health Day 2024: Embracing Health and Well-being for...

Every year on April 7, we celebrate World Health Day—a global awareness day aimed...

How to Make Purple Color: A Complete Guide for...

Learning how to make the color purple opens up a world of creative possibilities....

Anant Ambani: A Deep Dive into His Health Journey

Anant Ambani, the youngest son of Indian billionaire Mukesh Ambani and Nita Ambani, has...

Free Bus Travel Telangana: Everything You Need to Know

The Telangana government recently introduced a free bus travel initiative that has sparked interest...

Impresario Entertainment & Hospitality: A New Era of Experiences

In an era where experiences often outweigh material possessions, the concept of entertainment and...

Travel Insurance for Thailand: Everything You Need to Know

Traveling to Thailand, with its beautiful beaches, bustling cities, and vibrant culture, is an...

Popular Categories

Comments

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here