Introduction
Friendship is a union that is precious to many. What better way to express your moods for your friends than through deepest shayari. Dosti shayari is an attractive process to convey love and thanks to your friends. In India, the poetry method has been for many years. And it has been to express an inclusive choice of feelings. When it comes to dosti shayari 2 line. It arrests the soul of friendship shayari in a lyrical and important system.
Friend Shayari
Kuch dost bhi shifa hote hain,
Milte hain to sakoon milta hai
Ak dost hi hota hai jis ki,
Waja se duniya jannat lagti hai.
Dost to hazaron mile hain is duniya mein,
Lekin tum jaisa nahi mila mere dost.
Dost tum sath dena mera,
Mujhe is duniya mein,
Bahot se logon ko dekhana hai,
Ke dost ho to tere jaisa.
Dosti aam hai aye dost,
Dost milta hai badi muskhil se.
Dosti Khawab hai aur khawab ki tabir bhi hai,
Rishta-e-ishq bhi hai yaad ki zanjeer bhi hai.
Jab koi pochta hai ke tera jigri dost kon hai,
Tab qasam se tera hi naam yaad ata hai dost,
Jane kis gali mein chod aaya hoon,
Jagti hoi raatein hanste howe dost.
Ke manzil mil jane se dosti bhulai nahi jati,
Aur humsafar mil jane se bhi dosti bhulai nahi jati.
Log piyar mein pagal hote hain,
Aur hum dosti mein pagal hain.
Logon ne bana rakhe hain hazaron dost,
Humne ak ko hi rakha hai hazaron ke brabar.
Manzil chod gayi raston ne sambhal liya hai,
Ja zindagi teri zaroorat nahi mujhe dosto ne paa liya hai.
Parwa teri hi karte hain mere dost,
Fikar to mujhe apni hi nahi.
Yahan qadam qadam per nai fankar milte hain,
Lekin qismat walo ko nai yaar milte hain.
Also Read: