The Top Dosti Shayari 2 Line 2024

Dosti Shayari 2 line are the best medium to express your words and feelings. How to put your feelings into words. This Dosti Shayari is based on big data of all the latest Dosti Shayari. Two lines can be dedicated to your family, friends and loved ones. Express the inner feelings of the heart with this World’s Greatest Friendship Shayari 2 Line Compilation. Which allows an individual to express emotions through words.

Dosti Shayari 2 Line

Dushmano ke liye dil mein jagha nahi Qabsa dosto ka kuch ziada hi ho gaya hai

Dushmano ke liye dil mein jagha nahi,

Qabsa dosto ka kuch ziada hi ho gaya hai.

Apni apni soch mein farq hota hai Warna dosti mohabbat se kam nahi hoti

Apni apni soch mein farq hota hai,

Warna dosti mohabbat se kam nahi hoti.

Meri ak hi khowaish hai yaar Chahe kitne bhi saal guzar jae Hum kahein bhi ho Bas humari dosti kabhi na toute

Meri ak hi khowaish hai yaar,

Chahe kitne bhi saal guzar jae,

Hum kahein bhi ho,

Bas humari dosti kabhi na toute.

Tum mere liye hamesha important raho gay dost Phir chahe humari baat ho ya na ho

Tum mere liye hamesha important raho gay dost,

Phir chahe humari baat ho ya na ho.

Dosti roh mein utra howa rasta hai janab Mulaqat kam hone se dosti kam nahi hoti

Dosti roh mein utra howa rasta hai janab,

Mulaqat kam hone se dosti kam nahi hoti.

dosti shayari 2 line

Dawe dosti ke nahi ate yaar,

Ak jaan hai jab chahe mang lena.

Aur phir tu mera wo yaar hai jis ke Hote howe mujhe koi preshani nahi hoti

Aur phir tu mera wo yaar hai jis ke,

Hote howe mujhe koi preshani nahi hoti.

Friends Shayari

Duniya ki koi chez sakoon nahi deti Jitna sakoon apne dost ke gale lagne se milta hai 1

Duniya ki koi chez sakoon nahi deti,

Jitna sakoon apne dost ke gale lagne se milta hai.

Tujhe kis baat ka gum hai mere yaar Meri tarf dekh tera yaar hai na tere sath

Tujhe kis baat ka gum hai mere yaar,

Meri tarf dekh tera yaar hai na tere sath.

Aankh band ker ke bharosa ker sakta hoon Aisa dost hai tou mera

Aankh band ker ke bharosa ker sakta hoon,

Aisa dost hai tou mera.

Tu mera wahid dost hai Jise main khone se darta hoon

Tu mera wahid dost hai,

Jise main khone se darta hoon.

Kin lofzu mein likhu ehmiyat teri Teri dosti ke bina adhure hain

Kin lofzu mein likhu ehmiyat teri,

Teri dosti ke bina adhure hain,

Piyar nahi mila tou kiya howa Tere jaisa dost tou hai na mere pas

Piyar nahi mila tou kiya howa,

Tere jaisa dost tou hai na mere pas.

Wafa per qaim hain Per yaar mohabbat chod di hum ne

Wafa per qaim hain,

Per yaar mohabbat chod di hum ne.

Kuch is liye bhi tum se mohabbat hai mujh ko dost Mera koi nahi hai tumhara koi tou ho

Kuch is liye bhi tum se mohabbat hai mujh ko dost,

Mera koi nahi hai tumhara koi tou ho.

For more detail: Piyari Shayari

Related Stories

Discover

Reliable Tech Park Photos: Capturing the Future of Innovation...

In the digital era, tech parks have become the epicenters of innovation and futuristic...

How to Increase Breast Size Naturally: Your Comprehensive Guide

Many women desire a fuller bust for aesthetic or confidence-boosting reasons, and while surgery...

The Ultimate Guide to Nitro-Tech Whey Protein: Benefits, Ingredients...

In the world of fitness supplements, few products stand out quite like Nitro-Tech Whey...

How to Date Billy Walsh

Dating can be a thrilling experience, especially when the person of interest has an...

Amar Madhuban Tech Park: A Modern Hub for Innovation...

In today’s fast-evolving tech landscape, the environment where businesses operate plays a vital role...

World Health Day 2024: Embracing Health and Well-being for...

Every year on April 7, we celebrate World Health Day—a global awareness day aimed...

Popular Categories

Comments

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here