Zindagi Shayari Heart Touching Lines About Life & Reality

A deeper type of existence that encompasses the core of our experiences is zindagi shayari. These poignant shayari touches on a very wide range of emotions. Which includes happiness, sadness, and love, etc. Shayari’s life reflects on the passing of time in her verses. It helps readers navigate through their difficult times. Each poem gives a true lesson on life. This genre not only evokes strong emotions. But also helps people understand how unpredictable life can be. Zindagi shayari honors the beauty of life. It is a source of growth and recovery. It encourages us to savor every moment.

Emotional Zindagi Shayari

zindagi shayari
Zindagi Shayari

Sirf do log muqadar wale hote hain
Ak woh jinhe wafadar dost milta hai
Aur dosra woh jinke pas maa ki duaen hoti hain.

zindagi shayari

Kitabon ki khobi yeh hai keh woh na qabil e yaqeen kahaniyan
Iss waqt sunati hain jab sunne ko dil chahta hai,
Insano ka muamla ajeeb hai woh baz auqat aisi
Baatein karte hain keh guftgu jari rakhna mushkil ho jata hai.

Kehte hain waqt se pehle aur qismat ke bina kisi ko kuch nahi milta min

Kehte hain waqt se pehle aur qismat ke bina kisi ko kuch nahi milta,
Afsoos unke pas waqt nahi aur humare pas qismat nahi.

Darakht apne phal khud nahi khate min

Darakht apne phal khud nahi khate,
Dariya apna pani khud nahi peete pata hai kiyun,
Kiyun keh dosron ke liye jeena hi asal zindagi hai.

Zindagi Quotes

Jab koi tumhare shiddat junoon o jazbat ko samajhne se min
Zindagi Shayari

Jab koi tumhare shiddat junoon o jazbat ko samajhne se
Qasir ho aur use tumhare hone ya na hone ka
Ehsaas na ho toh bina kisi shikwe shikayat ke
Khamoshi ikhtiar karo yahi isi ki saza hai.

Phool ban kar muskurana zindagi min

Phool ban kar muskurana zindagi,
Muskura keh ghum bhulana zindagi,
Jeet kar koi khush ho toh kya hua,
Haar kar khushiyan manana bhi zindagi.

zindagi shayari

Mohabbat Ka izhar tab karo jab use nibha sako,
baad mein majbouri ka sahara lay kar kisi ko,
chod dena wafadari nahi hoti.

Subah magroor ko woh sham bhi kar deta hai min

Subah magroor ko woh sham bhi kar deta hai,
Shuratein cheen keh gumnam bhi kar deta hai,
Waqt se aankh milane ki himaqat na karo,
Waqt insan ko nelaam bhi kar deta hai.

Shayari on Life

zindagi shayari

Aye zindagi bata tu meri kya lagti hai,
Kabhi mujhse razi toh kabhi khafa lagti hai,
Itna dard diya hai tu ne mere seene mein,
Saans leta hoon toh zakhamo ko hawa lagti hai.

Insan ko bolna sekhne mein do saal lagte hain min

Insan ko bolna sekhne mein do saal lagte hain,
Laiken konsa lafz kahan bolna hai,
Yeh sekhne mein puri zindagi guzar jati hai.

Zindagi choti nahi hoti min
Zindagi Shayari

Zindagi choti nahi hoti,
Hum jeena hi der se shuru karte hain,
Jab tak raaste samajh mein aate hain,
Tab tak lautne ka waqt ho jata hai.

Kiya zaroori hai keh har baat ki tasdeeq bhi ho min 1

Kiya zaroori hai keh har baat ki tasdeeq bhi ho,
Woh jo nazdeeq nazar ata hai nazdeeq bhi ho,
Tum agar sahib e raye ho to lazim to nahi,
Tum jissey thek samajhte ho woh thek bhi ho.

Zindagi Poetry

Toot jaye khuwab toh koi aas kya rakhna min
Zindagi Shayari

Toot jaye khuwab toh koi aas kya rakhna,
Palkon ke bheegne ka hisab kya rakhna,
Bas iss liye muskura dete hain hum,
Apne dukh se kisi ko udas kya rakhna.

Maine logon ko parkha hai chahtein luta kar ke min

Maine logon ko parkha hai chahtein luta kar ke,
Waqt ko tabah kar ke saare haq ada kar ke,
Dard mein musibat mein hosle eta kar ke,
Iss tamam khoshish mein apni zaat ko fana kar ke,
Aur phir yeh jana hai log khosh nahi hote.

zindagi shayari

Zindagi mein chod jane walon ko apni zindagi mein,
Doubara wapis lane ke liye kabhi mat jhukein,
Apne raaste par khamoshi ke sath safar jari rakhein,
Aapko jo chod gaye hain in se behtreen log milen gay.

Aye gardish e ayam humein ranj bahot hain min 3
Zindagi Shayari

Aye gardish e ayam humein ranj bahot hain,
Kuch khuwab aise they jo bikharne ke nahi they,
Dukh yeh hai ke mere yousif o yaqoob ke khaliq,
Woh log bhi bichade hain jo bichadne ke nahi they.

Related Stories

Discover

Reliable Tech Park Photos: Capturing the Future of Innovation...

In the digital era, tech parks have become the epicenters of innovation and futuristic...

How to Increase Breast Size Naturally: Your Comprehensive Guide

Many women desire a fuller bust for aesthetic or confidence-boosting reasons, and while surgery...

The Ultimate Guide to Nitro-Tech Whey Protein: Benefits, Ingredients...

In the world of fitness supplements, few products stand out quite like Nitro-Tech Whey...

How to Date Billy Walsh

Dating can be a thrilling experience, especially when the person of interest has an...

Amar Madhuban Tech Park: A Modern Hub for Innovation...

In today’s fast-evolving tech landscape, the environment where businesses operate plays a vital role...

World Health Day 2024: Embracing Health and Well-being for...

Every year on April 7, we celebrate World Health Day—a global awareness day aimed...

Popular Categories

Comments

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here